Is Forex Difficult And Risky Business
Hi aaj ham bat karty hai ki forex trading karna risky hai ja nahi mere hisab se apko btany ki jarurat nahi hai ki forex trading risky hai ja fir nahi
dosto koi v business hai usme risk to hota hi hai kise me kam hota hai kise me jada agar ham apni life ki bat hi le le to life v ek risk hai hame kal ka barosa nahi hota or ham fir v 10 year agy ki ley investment karty hai q ki hame pta hai ki agar ham apni future ki ley investment nahi kareg to hamara ane wala time kafi mushkilo se gujrne wala hai to es ley ham apni daly ki life se kuch na kuch bcha kar apne ache future ki ley jma karty hai
ab bat krty hai forex trading ki risk ki
forex trading me v risk hai lekin ham risk ko apne hisab se le sakte hai agar ham rule ki hisab se trading kary to hmara risk bhut kam ho jata hai jase ki hamne koi trade lene hai market me to pehly ham uski ache se analysis kary uski bad stoploss ki sath trade kary to hamara risk v hamare hath me hoga q ki agar hmne stop loss hi 20$ lga dia to use jada loss to nahi hoga hme forex trading risky tab hai jab ham bina stop loss ki trading karty hai to hame v mallum nahi hota ki market kha tk jayegi or hamara loss v market ki price ki sat sat jada ho jata hai jise ki hame mjburan trade close karni padti hai
agar aap trading ko sikh kar kary to apko je difficult nahi lage ge or apko je kafi intrsting lagne lage ge