forex trading without education is a good idea ?
kya koi kam ko uski jankari ki bina kia ja skta hai ? y or no
mere khyal se nahi kia ja skta kise v kam ko karne ki ley hamko traning ki jarurat padti hai jase ki agar doctor banna hai to apko mbbs karni padegi or techar banna hai to apko uska alag course karna padega or mkanic banna hai to apko uski v traning lene padegi mere kahne ka matlab hai ki apko koi v kam karna hai to apko uski jankari ki ley ek ache traner ki jarurt hoti hai jo ki es kam ko kafi time se kar rha ho or en sabi kaam se earn v kar rha ho tavi bo apko apki kam ki achi jankari de skta hai
forex trading v to ek business hai to hamm eski achi jankari q nahi lete sida trading karny chaly ate hai or loss karty hai agar aap v ase hi kar rahy hai to apko loss karny ki jarurat nahi hai apko eski ache jankari lene ki jarurat hai jitne pase ka aap loss kar rahe hai utne se aap kise traner ko dekar eski achi jankari q nahi lete jise apko trading krne me asani ho or apka loss v na ho
bhut se log hai ki pase dekar traning nahi lena cahty par loss par loss karty jaty hai
mere matlab hi ki apko agar pase v nahi dene hai to aapko net pr bhut free traning blog mil jayegi jise apko kaffi help milegi or apki jase ki forexmehelp par v trading ki free jankari de jati hai or hindi me agar apki kam ki jankari es par apko nahi milti to aap hame email karki v jankari le sakty hai or skype par free traning v le sakty hai
lekin je sab to tab hoga jab apko trading karne se jada esko sikhne par zoor de to apko loss kam profit jada hoga
bina jankari ki kise v kam ko nahi kar sakty hai haam agar koi apko kehta hai ki me apko kise tranig ki bina forex sikha duga ja fir fund manage kardeta hu to apko lalach deta hai to apko un logo se bach kar rhna cahiy q ki bina jankari ki nahi koi kaam hua hai nahi kabi hoga