What is Price Action Trading Analysis
forex me help ki hindi blog pr apka welcome forex me help ka hmesha jahi maksd rehta hai ki apko forex trading ki jada se jada jankari dena to dosto aaj ham price action ko kase analysis karte hai eski jankari apki sath share kar rahy hai
Price action
price action trading karne ki ley hame kise v indicator ki jarurat nahi hoti
eski ley hame candlestick ki jankari hona bhut hi jaruri hai or tabi ham price action trading kar sakty hai
Price action trading chart kuch es trha se dikhta hai
|
price action trading chart |
bilkul clean esme hamne price ki moment par hi trading karni hoti hai es ley es par koi v indicator use nahi kia jata
Bat karty hai ki price action chart pettrn kis trha ki hote hai
dosto price action trading analysis agar apko karni aa gye to aap trading se achi return nikal sakte hai aaj ham jante hai ki price action setup kitne trha ki hote hai
Price action trading pettrn analysis ek type ki nhi hoti
support & resistance
price action trading analysis karne ki ley hame support & resistance ko v dekhna bhut jaruri hota hai q ki jab ham entry lete hai to agar entry point ki pas support & resistance hai to fir hamari entry point or v jada satrong ho jati hai q ki support & resistance ko break karna market ki ley thoda mushkil kam hota hai es ley apne jab v trade lgani hai to entry point ki pas support & resistance ka area hai to apki trade apko acha profit de sakti hai
support & resistance analysis chart
screen shot me dekh kar pta chlta hai ki market kis trha se support & resistance area ko respect krti hai je v price action ki analysis ka ek hisa hai
Trend line analysis
trend line analysis use bolte hai jab market kise ek trend ki or ja rhi ho jase ki ap screen shot me dekh sakty hai
screen shot me apne dekha ki market kis trha apne sell ki trend ko follow kar rahi hai jase hi market up jane ki koshis karti hai to trend line se tkra kr bapis apne major trend ki or aa jati hai to ese v ham trade kark achi return nikal sakty hai
Chaneel trading setup
chaneel treading setup ek esa setup hai market jiski ander hi move karti hai jab market es chaneel ko break karti hai tab hamne entry lene hoti hai jase ki ap screen shot ko dekh le
|
chaneel treding setup |
Duble top trading setup
Duble top trading setup je ek bhut hi acha price action trading setup hai screen shot me aap dekh sakty hai ki je kis trha se bnta hai or kase es se entry lene hai
Double bottom chart pattern
je v price action trading ka hi setup hai jab price eski resistance area ko break kar jay tab hamne buy ki entry lene hoti hai
Triple top
Flag patern
flag pettern tab bnta hai jab market jada up ja kar uski bad fir 20 25 pip ki ander hi rengti rehti hai tab flag pettern banta hai lekin eski entry tab banti hai jab market flag pattern ko break krti hai jase ki ap screen shot me dekh sakty hai
Note : agr aap en setup ko v follow kar le to app achi return nikal sakte hai trading se or v bhut sary price action setup hai jo me apki sath apni next post me share kruga tab tak aap en setup ko follow kary