Pullback Trading Strategy in hindi : urdu
Pullback Trading Strategy je hmara aaj ka topic hai
dosto forex trading me bhut sari strategy hai jisme se ek (pullback) trading strategy bhut hi popular or kamal ki strategy hai jiski bary me hmara aaj ka topic hai
Pullback trading strategy
pullback ka matlab hota hai ki jase ki (example: ek admi hai jisko delhi se chennai jana hai uska target hai chennai lekin usko raste me gujrat se up ana pad jaye or fir up se chennai jana pade to use khty hai ki pullback jaha ja rha tha fir se use raste par jana
apko chart ki jarey samjana cahta hu niche chart ko dekho ki kase market ek disha me chal rahi hai or uski bad thoda uper gye lekin bad me fir market use disha me chalny lagi
↓
pic me dekh kar apko pta chal hi gyea hoga ki me kya btana cahta hu apko
jase ki market down ja rahi hai or uski bad thoda up ho jaye lekin fir use down trend par chali jaye to use bolte hai pullback
Pullback ka to hame malum ho gyea lakin pull back par trade kasy karni niche es jankari ko v read kary
Pullback Trading Strategy
Pullback trading strategy par trade karny ki ley hame market ki price ko supot & resistanc ki break karni ki wait karni hai
example
↓
pic me dekha apne market up trend ki or ja rhi hai or uski bad market ek resistanc area se tkrai or usko break karki upper chli gye or uski bad market ne down akar usi resistanc area jo ki ab supot ban gyea hai usko test kia lekin usko break nahi kar paye or bha se market ne ek doji bnaea or pullback hona start hui or uski bad markit duwara se up trend ko hi follow karny lagi
entry kase kary jab market supot & resistanc area ko break kary or bad me usko retest krny aye or usi price se pullback kary kise satrong revrsal candlestick petren ki sath to apko bha se entr hona hai jase ki aap pic me dekh sakty hai
⬍
pic ko dekh kar apko smaj aa gyea hoga ki entry kase lene hai
pullback treading kafi achi strategy hai
ese hmara stop loss kam pip ka hota hai or take profit jada pips ka hota hai jise ki agar hame loss hoga to kam hoga or profit hua to stop loss se kahi jada hoga
Note : jab v aap trading karty hai to sabse pehly aap chart ko achy se study kia karo or uski bad trading kia karo