What is indicators
Hi forex me help ki blog par apka welcome
aaj hamm bat karty hai indicator ki indicator kya hai or ese apne chart par kasy lgaty hai
What is indicators
indicator ka kam hota hai kise v chig ki directions btana example gadi me indicator lgye hote hai jab v hame road crose krna ho to hamm indicator dete hai ki hamne es side jana hai same ase hi forex trading me v hota hai jab hamm chart par indicator lgaty hai tab indicator hame signal dete hai ki market kis side jane wali hai
Indicator kasy lgaty hai
dosto indicator lgana bhut hi asan kam hai lekin sabse pehly apna meta trader open kary
meta trader uski bad apko indicator me click karna hai pic me deko apko kha par click krna hai
uski bad apko jo v indicator use krna hai use kar sakty hai
or es trha indicator aap apne chart par lga sakty hai
Note
meta trader me bhut indicator hai jase ki trend indecator jiska kam trend kya chal rha hai eski jankari dena or volume indicator hota hai moving average bollinger band indicator macd indicator or b bhut sary indicator hote hai
lekin dosto tab tak hamary ley je kise kam ki nahi hai jab tak hame enki jankari nahi hai
bina kise jankari ki je indicators apko loss krwa sakty hai aap jab b koi indicator lgao pehly uski jankari lo or fir apne chart par lgao