|
entry & exit point |
Entry point or Exit point:
Entry agar apko forex trading me entry & exit karne ka nahi malum hai to je post apke ley hai
dosto agar ham sahi time or sahi price par entry nahi karte to hame loss hi loss hota hai or jadatar traders ko entry lene ka sahi time or price ki jankare nahi hoti jadatr trader jab market ko up ja fir down jate dekhte hai to bina kise jankari ja fir market chart ko study key bina hi market me entry le lete hai jo ki market ko study key bina lgai hui trade hamesha hi loss dete hai or agar trade galti se profit me aa v jati hai to ham 1 2 $ par hi close kar dete hai q ki nahi ham me pesansh hota hai nahi ham ne trade ko market chart ko study karke trade lgae hoti hai jise ki hame je mallum ho ki market kha tak jayege or hamne exit kha par karna hai je v nahi mallum hota ess post me me apko btauga ki entry kha par lete hai or exit v kha par karna hota hai
ENTRY :
entry ki bary me apko kuch btau essy pehly aap ess pic ko dyan se dekho
|
audjpy |
agar apko supot&resistanc ki jankari hai to apko es pic me sab kuch clear ho gyea hoga
dosto market me entry leval etni asani se nahi milta nahi je koi jadu hai ki aap apna mt4 open kareg to apko entry point mill jayega aesa kabi b nahi hoga entry leval lene ki ley apko market ki chart ko study karna padega or market ki supot resistanc ko finde karna padega apko kuch tips deta hu jise apko market me entry point mill jay
- agar apne market me enter hona hai to apko enter hone ki ley market ka price suport resistanc ki pas hona cahiy jise ki apki entry me apka stop loss kam pip ka ho or apka take profit jada pip ka mile apko jase ki aap pic me dekh rahy hai
|
supot&resistanc |
jab taak market kise supot ja fir resistanc ki pass na ho to ako market me enter nahi hona cahiy apko us time wait karni cahiy ki market kise supot leval par aye jase ki aap niche pic me dekh sakty hai
|
supot resistanc |
apko wait karne cahiy jab market es supot par akar koi candlesatick ka signal na de apko tab tak market me enter nahi hona cahiy dosto agar apko kabi v market me enter hona hai to app en bato ka dyean jarur rakhy
- market supot & resistanc ki pas honi cahiy
agar market supot & resistanc ki pas hai or wha par apko
candle stick ka koi reversal signal mill jaye to apki entry or v satrong ho jayegi
hamesha entry tb hi le jab market revars kar rahi ho
apko h4 d1 weekly par hi trade karni cahiy
hamesha hi apni money management ko dyean me rakh kar trade karni cahiy
or apne emotional,feellings par cantrol karki hi trade kary